Shafa‘at-e-Hussain aur Naja‘t ka Paigham
Imam Husain (a.s.) ka raasta insaaniyat ke liye najat aur hidayat ka zariya hai. Hussain ibn Ali (a.s.) ke zariye shafa‘at hasil karna haq ki manzil hai. “Hussain” ka matlab hai lamp of guidance aur beacon of light jo insaan ko zulmat se roshni ki taraf le jaata hai. Har momen ke liye paigham yeh hai ke woh Hussaini zindagi jeeye, haqq ke liye qayam rahe aur zulm ke khilaf awaaz buland kare. Hussainiyat ek zinda roshni hai jo insaan ko akhirat ki najat tak le jaati hai.

Your Comment